This poetry tells us the reality of today’s Muslims. They don’t follow the “Sunnah of Prophet Sallaho Alaihi wasallm” but just want people call them Muslims. They don’t offer prayer regularly. They don’t recite Quran. Goongi ho gai aaj kuch zaban kahty kahty is about repenting of a Muslim. Here are the edited images of this Roman urdu poetry.
Goongi ho gai aaj kuch zaban kahty kahty
Goongi ho gai aaj kuch zaban kahty kahty
Hijkichai main khud ko muslman khty khty
Yeh baat nahi ke mujhe Rab per yaqeen nahi
Bss dar gai khud ko sahib e imaan khty khty
Tofeeq na hui mujhe aik waqat ki namaaz ki
Aur chup hua Mau’zann Azaan khty khty
Kisi kafir ne jo pocha yeh kya hai maheena
Hath se pani gir gya Ramadhan kahty khty
Meri almari mein gard se atti kitab ka jo pocha
Main gadd gyi zameen mein Quran khty khty
Yeh sab sunn ke chup saadh li phir os ne
Yun lga jaise ruk gya wo muje hewan khty khty